Funny Sharabi Jokes in Hindi Funny Party Jokes
Ek Sharabi Ne Doston Ki Dawat Ka Program Banya, Aur Apne
He Ghar Se Raat Ko Bakra Chori Kiya…!!
Raat Ko Apne Doston Ke Sath Khoob Dawat Ka Maza Liya Aur
Subha Jab Ghar Pahucha To Bakra Ghar Main He Tha..!!
Yah Dekh Kar Usne Biwi Se Pucha ” Ye Bakra Kahan Se Aaya?”
Biwi Booli- ” Bakre Ko Maro Goli… Ye Baatao Raat Ko Tum Choro
Ki Tarah Kutte Ko Kahan Le Gaye They…?”

